Eid ki Raat (ईद की रात)


Jo koi Dono Eid ki Raato mein ibaadat ke liye khada ho
ajr ya Sawaab ki ummeed par, iska dil us din murda na hoga jis din logon ke dil (maidaane mehshar ke dar se) murda ho jaenge .
- (sunan ibne maaja-1782)
Yaani Saari Raat ibaadat kare Ya kam se kam Aakhree hisse mein Tahaajjud vagairah mein Waqt guzaare. Yaad rahe ki Gapshap karte rehna, phijul baaton ya kaamon mein Waqt bitaana aur Sirf jaage rehna Achchha nahin hai.
 Balki jitna Mumkin ho ibaadat karen ya phir so jaen.




Hindi-

जो कोई दोनों ईद की रातों में इबादत के लिए खड़ा हो अज्र व सवाब की उम्मीद पर, इसका दिल उस दिन मुर्दा ना होगा जिस दिन लोगों के दिल (मैदाने मेहशर के खौफ से) मुर्दा हो जाएंगे ।

(सुनन इब्ने माजा-1782)


यानी सारी रात इबादत करे या कम से कम आखिरी हिस्से में तहाज्जुद वगैरह में वक्त गुजारे

याद रहे कि   गपशप करते रहना, फिजू़ल बातों या कामों में वक्त बिताना और केवल जागे रहना अच्छा नहीं है। बल्कि जिस कद्र मुमकिन हो इबादत करें या फिर सो जाएं।




English:

Whoever stands up for worship on both the nights of Eid in the hope of reward and reward, his heart will not be dead on the day when people's hearts will become dead (due to the fear of Final-Judgement in the field).
- (Sunan Ibn Maaja-1782)

That is, Pray the whole Night or at least spend the last part of the night in Tahajjud etc.

Remember that it is not good to keep gossiping, spend time in useless talks or activities and just stay awake. Rather, pray as much as possible or go to sleep.

Comments

Popular posts from this blog

Eid ki Namaz ki Niyyat aur Tarika

ईद की सुन्नतें